Hazrat Ali (R.A.) Quotes – Islamic Poetry Inspiring About Life

Hazrat Ali Ibn Abi Talib Motivational Ideas Urdu And English

Hazrat Ali (R.A.), a close relative of the Prophet Muhammad (PBUH) and the fourth caliph of Islam, holds considerable historical importance. Highly regarded for his profound wisdom, he holds a historically significant position within the Islamic faith. His profoundly insightful quotations are widely disseminated and held in the highest regard. These quotations serve as a testament to Hazrat Ali’s (R.A.) deep understanding of the human condition and his unwavering dedication to fairness and magnanimity.

Hazrat Ali (R.A.) Quotes in English are a veritable goldmine of eloquent expressions for individuals seeking to realign their lives. whose life was characterized by sincerity and practical difficulties. His renowned and eminent words delineate every stage of existence methodically hazrat ali quotes in Urdu text pasted dynamically, which aids in self-awareness. We all must learn valuable life lessons from English-language Hazrat Ali quotations.

Top Golden Words & Hazrat Ali Quotes In Urdu 2 Lines

Farman-E-Hazrat Ali (R.A)

Agar Tum Us Waqt Muskura Saktay Ho Jab Tum Poori Tarah Toot Chukay Ho,
To Yaqeen Jaano Duniya Main Tumhain Kabhe Koi Nahin Tor Sakta.

حضرت علی ؓ نے فرمایا

اگر تم اس وقت مسکرا سکتے ہو جب تم پوری طرح ٹوٹ چکے ہو
تو یقین جانو دنیا میں تمہیں کبھی کوئی نہیں توڑ سکتا


Farman-E-Hazrat Ali (R.A)

Achay Logon Ka Tumhari Zindagi Main Aana Tumhari Qismat Hoti Hai,
Aur Unhain Sanhbhal Kar Rakhna Tumhara Hunar.

حضرت علی ؓ نے فرمایا

اچھے لوگوں کا تمہاری زندگی میں آنا تمہاری قسمت ہوتی ہے
اور انہیں سنبھال کر رکھنا تمہارا ہنر


Farman-E-Hazrat Ali (R.A)

Logon Se Yad Karnay Ka Shikwa Mat Kar Kyun Kay Jo Insaan,
Apnay Rab Ko Bhool Sakta Hai Wo Sub ko Bhool Sakta Hai.

حضرت علی ؓ نے فرمایا

لوگوں سے یاد کرنے کا شکوہ مت کر کیوں کے جو انسان
اپنے رب کو بھول سکتا ہے وہ سب کو بھول سکتا ہے


Farman-E-Hazrat Ali (R.A)

Dost Kay Saath Us Namak ki Tarah Raho Jo Khaanay Me Dikhai Nahin Daita,
Laykin Agar Na Ho To Us Ki Kami Bohot Mehsoos Hoti Hai.

حضرت علی ؓ نے فرمایا

دوست کے ساتھ اس نمک کی طرح رہو جو کھانے میں دیکھے نہیں دیتا
لیکن اگر نہ ہو تو اس کی کمی بہت محسوس ہوتی ہے


Farman-E-Hazrat Ali (R.A)

Jab Taqat Zayada Ho Jati Hai To Khawahish Kam Ho Jati Hai.

حضرت علی ؓ نے فرمایا

جب طاقت زیادہ ہو جاتی ہے تو خواہش کم ہو جاتی ہے

Top 10 Hazrat Ali Quotes Farman Mola Alin Urdu Text 1 Line

  1. Har Subha Jaldi Uth Kar Apne Kam Kaaj Mein Mashgool Ho Jao, Sayadat Paa Jao Gay.
  2. Un Logon Ko Khone Se Daro, Jin Kay Nazdeek Dosti Kay Rishte Khoon Kay Rishtoon Se Zeda Aziz Hoon.
  3. Jahalat Ek Kisam Ki Maut Hai Aur Jahil Log Chalti Pirti Lashein Hain.
  4. Jo Insan Kisi Kay Ehsaan Ka Shukar Guzaar Nahin Hai Wo Ainda Zarur Isse Mehroom Ho Jata Hai.
  5. Pareshani Khamosh Rehne Se Kam, Sabar Karne Se Khatam Aur Shukar Karne Se Khushi Mein Badal Jati Hai.
  6. Gurbat Insan Ko Apne Hi Shehar Mein Ajnabi Bana Deti Hai.
  7.  Muskhil Waqt Ajaiye Tu Kisi Ka Ehsaan Na Lo Kyunke Muskhil Waqt 4 Din Ka Aur Ehsaan Zindagi Bar Ka Hota Hai.
  8. Kabhi Apne Zubaan Se Kisi Kay Aaib Mat Bayan Na Karo Kyunke Aaib Tum Main Bhi Hain Aur Zubaan Logon Ki Bhi Hai.
  9. Kisi Ka Aaib Talaash Karne Wale Ki Misaal Iss Makhi Ki Si Hai Jo Saraa Khubsurat Jism Chor Kar Zakham Par Bethi Hai.
  10. Agar Insan Ko Tukabar Kay Baray Main Allah Ki Narazgi Aur Sazaa Ka Ilm Ho Jaye Tu Banda Sirf Fakeeron Aur Ghareebon Se Mile Aur Mitti Pe Betha Karay.

Sayings Of Hazrat Ali
Hazrat Ali Quotes in urdu

Hazrat Ali (R,A) Ne Farmaya

Us Ko Dost Mat Banao
Jo Kise Mehfil Main Apko Sharminda Kare
Khowa Wo Mazak He Q Na Kar Raha Ho

حضرت علیؓ نے فرمایا

اس کو دوست مت بناؤ
جو کسی محفل میں آپ کو شرمندہ کرے
خواہ وہ مزاق ہی کیوں نہ کر رہا ہو

हमें दोस्त मत बनाओ
जो किस मेहफिल मैं अपको शर्मिंडा करे
खोवा वो मज़ाक ही क्यू ना कर रहा हो

Hazrat Ali Ka Farman
Hazrat Ali Ka Farman Urdu

Hazrat Ali (R,A) Ne Farmaya

Sub Say Ziyada Ganee Wo Shakhs Hai Jo
Allah Tallah Ki Takseem Par Razi Ho

حضرت علیؓ نے فرمایا

سب سے زیادہ غنی وہ شخص ہے جو
اللہ تعالیٰ کی تقسیم پر راضی ہے

सब से ज़ियाडा गनी वो शाखस है जो
अल्लाह की तकसीम पर रज़ी हो

Hazrat Ali Quotes About Relations In Urdu
Farman Mola Ali

Hazrat Ali (R,A) Ne Farmaya

Logoon K Ghulam Mat Bano Jub
Allah Ne Tumhe Aazad Paida Kiya Hai

حضرت علیؓ نے فرمایا

لوگوں کے غلام مت بنو جب
اللہ نے تمہیں آزاد پیدا کیا ہے

लोगून के गुलाम मत बानो जुब
अल्लाह ने तुमसे आजदी पैसा किया है

Hazrat Ali Quotes About Love
Hazrat Ali Ki Naseehat

Hazrat Ali (R,A) Ne Farmaya

JIs Say Mohabbet Ki Jai Us Say Mukabla Nahi Kiya Jata
Kise Ko Paa Lena Mohabbet Nahi Balkey Kise K Dil Main Jaghan Bana Lena Mohabbet Hai

حضرت علیؓ نے فرمایا

جس سے محبّت کی جاۓ اس سے مقابلہ نہیں کیا جاتا
کسی کو پا لینا محبّت نہیں بلکہ کسی کے دل میں جگہ بنا لینا محبّت ہے

जिस से मोहब्बत की है उस से मुकबला नहीं किया जाटा
किस को पा लेना मोहब्बत नहीं बाल्की किस के दिल में जहां बना लेना मोहब्बत है

Hazrat Ali In Urdu Text
Hazrat Ali In Urdu Text

Hazrat Ali (R,A) Ne Farmaya

Duniya Mein Hazar Rishte Banao Lakin Aik Rishta Asa Banao
Jub Hazar Aap K Khilaf Hon
To Wo Aik Aap K Sath Ho

حضرت علیؓ نے فرمایا

دنیا میں ہزار رشتے بناؤ لیکن ایک رشتہ ایسا بناؤ
جب ہزاروں آپکے خلاف ہوں
تو وہ ایک آپ کے ساتھ ہو

दुनिया में हजार रिश्ते बनाना लकिन ऐक रिश्ता आसा बनाना
जुब हजार आप के खिलाफमान
तो वो ऐक आप के साथ हो

Hazrat Ali Quotes Urdu
Hazrat Ali Quotes Urdu

Hazrat Ali (R,A) Ne Farmaya

Insaniyat Buhat Bara Khazana Hai
Isy Libas Main Nahi Insan Main Talash Kro

حضرت علیؓ نے فرمایا

انسانیت بہت بڑا خزانہ ہے
اسے لباس میں نہیں انسان میں تلاش کرو

इंसानियत बुहत बड़ा खजाना है
इस लिबास मैं नहीं इन्सां मैं तलाश क्रो

Hazrat Ali (R.A) Quotes - Best Imam Ali Quotes In Urdu
Mola Ali Quotes In Urdu

Hazrat Ali (R.A)

Tera Nafs Tujh Se Wahi Kam Karwaiay Ga
Jis K Saath Tu Ne Usy Manoos Banaya Hai

حضرت علیؓ

تیرا نفس تجھ سے وہی کام کرواۓ گا
جس کے ساتھ تونے اسے مانوس بنایا ہے

तेरा नफ़्स तुझसे वही काम करवाय गा
जिस के साथ तू ने उस मानुष बना है

Hazrat Ali (R.A) Quotes - Best Imam Ali Quotes In Urdu
Mola Ali Poetry

Hazrat Ali (R.A)

Jo Insaan Kisi Kay Ehsaan Ka Shukar Guzaar Nahin Hai
Wo Aainda Zaror Us Se Mehroom Ho Jata Hai..!

حضرت علیؓ

جو انسان کسی کے احسان کا شکر گزار نہیں ہے
وہ آئندہ ضرور اس سے محروم ہو جاتا ہے

जो इंसान किसी के एहसास का शुक्र गुज़र नहीं है
वो अइंदा जरोर हम से मेहरूम हो जाटा है।.!

Hazrat Ali (R.A) Quotes - Best Imam Ali Quotes In Urdu
Quotes Of Hazrat Ali In Urdu

Hazrat Ali (R.A)

Jab Kisi Ko Kisi Se Rishta Khatam Karna Ho to
Sab Se Pehlay Wo Apni Zubaan Ki Mithas Khatam Karta hai

حضرت علیؓ

جب کسی کو کسی سے رشتہ ختم کرنا ہوتو
سب سے پہلے وہ اپنی زبان کی مٹھاس ختم کرتا ہے

जब किसी को किसी से रिश्ता खतम करना हो तो
सब से पहले वो अपनी जुबान की मिठाई खतम करता है

Hazrat Ali (R.A) Quotes - Best Imam Ali Quotes In Urdu
Moula Ali Quotes

Hazrat Ali (R.A)

Jisay Taqdeer Par Yaqeen Hota Hai
Wo Apnay Oper Nazil Honay Wali Musibton Se Nahin Ghabrata

حضرت علیؓ

جسے تقدیر پر یقین ہوتا ہے
وہ اپنے اپر نازل ہونے والی مصیبتوں سے نہیں گھبراتا

जीसे तकदीर पर याकीन होता है
वो अपना ऑपरेशन नाज़िल होने वाली मुसिबटन से नहीं घबरता

Hazrat Ali (R.A) Quotes - Best Imam Ali Quotes In UrduHazrat Ali (R.A) Quotes - Best Imam Ali Quotes In Urdu
Hazrat Ali Ne Farmaya In Urdu

Hazrat Ali (R.A)

Hamesha Aaisay Shakhs Ko Chuna Karo Jo Aapko Izat Day
Kyoun Kay Izat Muhabbat Se Kahin Ziada Khas Hoti Hai..!

حضرت علیؓ

ہمیشہ ایسے شخص کو چنا کرو جو آپکو عزت دے
کیونکہ عزت محبّت سے کہیں زیادہ خاص ہوتی ہے

हमेशा आइसे शाखस को चुना करो जो आपको इजात दिवस
क्यौं का इजाज़त मुहब्बत से कहिं जियादा खास होत है।.!

Hazrat Ali Quotes - Sayings Collection In Urdu With Images 2023
Hazrat Ali Poetry

Hazrat Ali(R.A)

Jab Insan Ki Aqal Mukamal Ho Jati Hai
To Us Ki Guftgu Mukhtasir Ho Jati Hai

حضرت علیؓ

جب انسان کی عقل مکلمل ہو جاتی ہے
تو اس کی گفتگو مختصر ہو جاتی ہے

जब इंसां की अक्ल मुकामल हो जाति है
तो हमें की गुफ्तगु मुख्तसिर हो जाति है

Hazrat Ali Quotes - Sayings Collection In Urdu With Images 2023
Imam Ali Quotes In Urdu

Hazrat Ali(R.A)

Jhoot Bol Kar Jeetny Say Acha Hai
Tum Sach Bol Kar Haar Jao

حضرت علیؓ

جھوٹ بول کر جیتنے سے اچھا ہے
تم سچ بول کر ہار جاؤ

झूट बोल कर जीतनी कहो अच्छा है
तुम सच बोल कर हर जाओ

Hazrat Ali Quotes - Sayings Collection In Urdu With Images 2023
Dost Hazrat Ali Ka Farman

Hazrat Ali(R.A)

Do Cheezain Asi Hain Jin K Sawaab Ka
Wazan Nahi Ho Sakta
Maafi or Adaal

حضرت علیؓ

دو چیزیں ایسی ہیں جن کے ثواب کا
وزن نہیں ہو سکتا
معافی اور عدل

दो चीज़ैन असी हैं जिन के सवाब का
वज़ान नहीं हो शक्ति
माफी या अदाल

Hazrat Ali Quotes - Sayings Collection In Urdu With Images 2023
Hazrat Ali Quotes About Life In Urdu

Hazrat Ali(R.A)

Aqal Mand Hai Wo Shakhs
Jo Anjaam Soch Kar Kaam Karey

حضرت علیؓ

عقل مند ہے وہ شخص
جو انجام سوچ کر کام کرے

अक्ल मंड है वो शाखस
जो अंजाम सोच कर काम करे

Hazrat Ali Quotes - Sayings Collection In Urdu With Images 2023
Hazrat Ali Poetry In Urdu

Hazrat Ali(R.A)

Pareshaniyan Halaat Say Nahi
Khayalat Say Paida Hoti Hain

حضرت علیؓ

پریشانیاں حالات سے نہیں
خیالات سے پیدا ہوتی ہیں

परेशानियन हलात कहो नहीं
खयालत कहते पडा होटी हैं

hazrat Ali P000oetry In Urdu Text

حضرت علیؓ نے فرمایا

دوستی کا بھرمصرف وہ لوگ رکھ سکتے

ہیں جن کے وجود میں سمندر جتنا دل ہو۔

Hazrat Ali Quotes About Love

حضرت علیؓ نے فرمایا

تم “جنت” نہ مانگو

بلکہ تم دنیا میں ایسے کام کرو کہ“جنت”تم کو مانگے۔

حضرت علیؓ نے فرمایا

ان لوگوں کو کھونے سے ڈروجن کے نزدیک دوستی کے رشتے

خون کے رشتوں سے زیادہ عزیز ہو

حضرت علیؓ نے فرمایا

ہمیشہ سچ بولو تاکہ

تمہیں کبھی قسم کھانے کی ضرورت نہ پڑے۔

Frequently Asked Questions (FAQs)

The title “Lion of Allah” (Asadullah) is an honorific given to several important figures in Islamic history. Still, it is most commonly associated with the fourth caliph of Islam, Ali ibn Abi Talib. Ali was a cousin and son-in-law of the Prophet Muhammad and is highly respected by Muslims for his knowledge, piety, and bravery. The title “Lion of Allah” was given to Ali due to his remarkable military prowess, bravery in battle, and unwavering commitment to justice and the teachings of Islam.

Hazrat Ali’s (R.A) major opponent was Muawiya ibn Abi Sufyan, leading to the First Fitna, a significant early Islamic conflict.

After Fatima Al-Zahra’s (AS) martyrdom, by her will, Imam Ali (AS) married Umamah Bint Abi Al-Aas, who was the daughter of Zainab, one of the Prophet Muhammad’s (SAWA) fostered daughters.

Shia Muslims wear black to symbolize mourning, particularly for the events of Karbala and the suffering of the Imams.

 

Our Top Trending Pages

 

10 thoughts on “Hazrat Ali (R.A.) Quotes – Islamic Poetry Inspiring About Life”

  1. Pingback: Quotes In Urdu - Poetry About Life With Images Latest Collection

  2. Pingback: Which is The Best Field After Matric In Pakistan

  3. Pingback: Sad Poetry In Urdu - Sad Poetry Pics Latest Collection 2023

  4. Pingback: Wasi Shah Poetry In Urdu -Best Shayari With Sad Images Latest Collection

  5. Pingback: Nasir Kazmi Best Poetry - All Writings Of Nasir Kazmi With Sad Dp

  6. Pingback: Faiz Ahmed Faiz Poetry, Top 10 Shayari In Urdu With Images

  7. Pingback: Funny Quotes In Urdu - Funny Poetry + Top 10 Jokes 2023

  8. Pingback: Ali Zaryoun Poetry - Best Urdu Shayari + All Writings Of Ali Zaryoun

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top